3 Months ki Online Coaching meri team ke Expert English Teacher ke saath and my 65 Recorded English Lessons with 1 Year validity
Speaking Practice ke liye week me 3 baar Live Classes jisme bohot kum students honge taki aapko Personal Attention mil sake
Teacher se Unlimited Questions puch sakte ho, sab sawaalo ke jawaab milenge
Teacher aapko Daily Assignments denge taki aap achhe se English seekh sako
Google Classroom technology ki madad se aap apne teacher se Live Questions puch sakte ho aur apne saare doubts clear kar sakte ho, saath hi English bolne ke practice bhi kar sakte ho
Tuition ki tarah students ka small batch hoga
Personal Coaching ke ilaava, mere Full 65 Recorded Video-Lessons milenge jinme yeh sab topics covered hain:
Bilkul basic se le kar advanced level tak ki English
English words ko bolne ke sahi tarika
Sentences kaise banaye, bina grammar ke rules me uljhe
Do, Does, Has, Have, Had, jaise important topics easy way me seekhe
Apni introduction kaise de
English me question kaise puche aur answer kaise de
Request, order, invitation, ya salaah (advice) kaise de
Kisi se kaam karvane wali baate kaise bole
Could, Would, Should jaise difficult words ka use
English bolte hue common mistakes theek karna seekhe
English bolne ka confidence kaise aayega
Agar (if) wale Conditional sentences kaise banaye
Advanced English topics jaise ki Active-Passive Voice, Narration, Causative Verbs, bina confuse hue seekhe aur daily life me istemal kare
Sabhi English concepts ko bohot hi mazedaar tarike se Hindi me samjhaya gaya hai, iss tarike se aap kisi bhi umr (age) pe English seekh sakte hai
Gold Course ke teacher aapko daily alag alag tarah ki activities denge, jaise ki:
Picture Prompt – Ek photo ko dekh kar uske baare me explain karna
Mock Interviews – Ek partner ke saath 5 interview questions banana aur answers dena
Two Minutes Talk – Kisi cheez ke baare me batana, jaise ki wo kya hai, kahan se mili, etc.
Translation Activities – Hindi se English proper tarike se translation karna (Word to word translation nahi)
Writing Activity – Kisi topic par essay likhne ki pratice karna
Debate – Kisi topic par debate karna
Pronunciation Feedback – Aapko padhne ke liye ek article diya jayega jisse aapke teacher aapki pronunciation check karenge aur aapko sahi pronunciation bata kar practice karwayenge
Listening Activity – English audio/podcasts sun kar apni vocabulary aur pronunciation improve karne ki practice
Reading Activity – Aapko English ki koi story padhne ke liye di jayegi jisse aapki English fluency or reading skills dono hi improve hongi
Feedback – Aapko kahan dikkat aa rahi hai, kaise us dikkat ko sahi karna hai, isme Gold course ke teacher aapki poori help karenge. Woh aapki strengths aur weaknesses pehchaan kar usi mutabik aapki English ko improve karwayenge.
Community – Gold course aapko aisa mahaul / vatavaran deta hai jahan aap apne jaise hard-working learners ke small group me, saath me seekh sakte hain. Jab aap dusro ko mehnat karte dekhte ho, to aapki motivation bhi high ho jati hai.
Support – Aapko milta hai 100 days ka mentor support, jahan mentors aapko sau dino ke liye support karte hai or English bolne ki practice karwate hai
Live classes ek user ke liye week me 3 baar hongi. Live Classes weekdays me evening time me hongi, aur weekends me day time me. Evening me alag alag batches hain jo 4 se 9 baje ke beech chalte hain. Ek Live Class 1 hour ki hoti hai. Jab aap yeh course join karenge to meri team ke expert teacher aapko contact kar ke aapse batch timings discuss karenge.
‘Gold Course’ ka Special Offer price hai Rs.4999/- jisme aapko group me classes di jayegi. Aap ‘Gold Pro Course’ bhi join kar sakte ho jisme sirf 3 se 5 students ka group hoga. Aap apni choice ke according, neechey diye gaye Join Now
button pe click karke online payment kar sakte ho.
Agar aap EMI (3 ya 6 months ki Installments) me pay karna chahte ho, toh payment karte hue kya steps follow karne hai, uska tutorial video dekhne ke liye Click Karo >> EMI Tutorial Video.
STEP-1: Is course ko join karne ke liye, aap neechey diye Join Now
button pe click karke online pay kardo.
STEP-2:Online payment karne ke baad, aapko 2 working days me meri team ke ek Trainer ka Call / WhatsApp message aa jayega aur woh aapse class timings discuss karke aapko batch assign kar denge.
Agar kisi kaaran se aapko meri team se contact karna ho, to contact button is page ke end me hai.
Bilkul basic se le kar advanced level tak sab kuch
English words bolne ka sahi tarika
Sentences banana seekhe, bina grammar rules me uljhe
Do, Does, Has, Have, Had, jaise topics aasani se seekhe
Apni introduction kaise deni chahiye
English me question aur answer kaise kare
Request karna, ya order, invitation, salaah dena seekhe
Kisi se kaam karvane wali baat kaise bole
Could, Would, Should jaise words ka use
English bolte hue common mistakes kaise theek kare
English bolne ka confidence kaise laye
Agar (if) wale Conditional sentences kaise banaye aur bole
Advanced topics jaise ki Active-Passive Voice, Narration, Causative Verbs, bina grammar me uljhe seekhe aur apne daily routine me istemal kare
Sabhi English concepts ko mazedaar tarike se Hindi me samjhaya gaya hai, mere tarike se aap kisi bhi age pe English seekh sakte hai
Yeh course kin logo ke liye hai?
Yeh course har insaan ke liye hai jo English bolna seekhna chahta hai:
Students ke liye, jinhe English subject me mushkil hoti hai
Job dhoond rahe logo ke liye, jo better job opportunity ke liye English improve karna chahte hai
Government aur private companies ke employees ke liye, jo promotion and career growth paana chahte hai
Professionals aur businessmen ke liye, jo apne kaam me zaada successful hona chahte hai
Parents ke liye, jo apne bacho se English me baat karna chahte hai
Teachers ke liye, jo apne students ko better tarike se padhaana chahte hai
Jo English likhna padhna jaanta ho, par fluently bol na pata ho, kya usko is course ka fayda hoga?
Yes. Jo English jaante hai par bol nahi paate, unki problem hai practice ki kami. Bol bol kar hi English bolne me fluency aayegi, isliye maine har lesson me aise task diye hai jinse aapki bolne ki practice hogi. Is course me practice group hai jisme students ek doosre se English me text aur audio messages se practice karte hai. Us group me mai aur meri team bhi hai taki aapki pronunciation aur grammatical mistakes correct kar sake.
Yeh course join kaise kare?
STEP-1: Course join karne ke liye, neechey diye plans me se ek select karo aur Join Now
button pe click karke online payment karo.
STEP-2: Online payment ke baad, next screen pe aapko meri ENTRI APP ka download link mil jayega. ENTRI APP ko aap Google Play Store se bhi download kar sakte hain.
STEP-3: Online payment karte hi aapka account activate ho jayega aur aapko SMS bhi aa jayega. Agar aap meri team ko contact karna chaho, to uske liye button is page ke end me
Mujhe khushi hai ki maine Bollywood, TV aur Sports ke top celebrities ke saath Delhi, Mumbai aur kayi shehro me kaam kiya hai. Ab aapki baari hai, maine aapko angrezi sikha kar aapka level bhi top-class banana hai. So agar aap soch rahe hain ki angreji kaise sikhe, toh mera angreji seekhne ka asaan tarika aapko angreji me expert bana dega.
Mujhe khushi hai ki maine Bollywood, TV aur Sports ke top celebrities ke saath Delhi, Mumbai aur kayi shehro me kaam kiya hai. Ab aapki baari hai, maine aapko angrezi sikha kar aapka level bhi top-class banana hai. So agar aap soch rahe hain ki angreji kaise sikhe, toh mera angreji seekhne ka asaan tarika aapko angreji me expert bana dega.
Group Live Dekho
65 Recorded lessons se bhi demo dekhna chahte ho to lesson-13 me se yeh ek mazedaar scene dekho:
EXCELLENT Based on 2 reviews Pankaj Kumar2024-11-29Trustindex verifies that the original source of the review is Google. Best institute in Noida teaching experience so well Arjun Kumar2024-11-29Trustindex verifies that the original source of the review is Google. Amazing institute for learning how to speak English
Is course ka fayda lene wale kuch logo se milo. Neechey diye video in sab ne aadhe course me hi record karke hume bheje haiā¦ aap result dekh sakte ho ki now they can speak English!
Agar abhi bhi mann me kuch sawal ho,
to meri team ko contact karo